Kya aapko pata hai ki amazon ke symble ke niche jo
arrow hote hia oska matlab kya hai? Kya aapko pata hai ki jab kaidi ko fasi di
jati hai to jailer kaedi ke kaan may kya kehete hai?kya apko pata hai ki aisa
bhi ek rail station hai jaha passport or visa dono ki jarorat hoti hai? Aise hi
facts ko janne ke liye post ko age pariye .
latest rochak tathya hindi सबसे मजेदार रोचक तथ्य
# Is dhunia may record banana wale desho may haura
desh bharat teesre number par hai. Ye record Genius Of World ki sanstha nehi hi
jari ki hai. Sach may hume bharatiyo hone hine ka garv hai.We proud be indian.
# Kya aapko pata hai ki dhunia ka sabse pehela bishwa
bidyalaya kon si hai aur ye kaha par hai?
![]() |
latest rochak tathya hindi |
Dosto dhunai ka sabse pehela University Tahkshila may
700 BC may sthapit kya gaya tha.isme 60 se adhik desho se 10500 se jyada
student yah akar adhyan karte they.Nalanda university chouthi shatabdi may
stapit kya ngaya tha. Jo bharat ke prachin bharatio upalabdio may se ek hai.
मोस्ट अमैज़िंग इंतरेस्टइंग तथ्य । most intresting facts
#apne to sun hi ki agar asmaan se tut ta tare ko dekh kar agar koi bhi wish mange to pura ho jata hai.kay aap ko pata hai jab aaap tut ta tare ko dehkte ho to wo tut ta tara os samay ka nehi hota jab aap ise dehk rahe hote ho. Darasal aisa hote hai ki wo tut ta tara lakho croro saal pehe hi tut chukka hota hai par oski prakash humare dharti par ane may lakho croro saal lag jata hai. Aap jo tut to tara dehk rahe ho wo abhi nehi balki hajaro ya lakho saal pehele tuta ho.shod ke duran pata chala hai ki kabhi kabhi to tut ta tare ka prakash humare dharti par an eke liye koi croro saal bhi lag jata hai. Kya ye bat aapko pata tha comment karke jaror bataiye.
# Indian currency ko rupeeye kaha jata hai . ye baat
to sab jante hai. kya aap ko pata hai ki ruppeye ka naam sab se pehele kisne di thi. Uepeye ka naam
sabse pehe Sher Shah Suri ke duwara diya gaya tha.
# Kya apko pata hai ki dhunia ka sabse pehela
university konsi hai? Oska naam kya hai? Kaha par hai?
Dhunia ka sabse pehela university Tahkshila may bani
jo humare tharat k……….. may hai. Nlamda Bishwabidyalaya may 60 desho se student
parne ate tha.Nalanda university chouthi shatabdi may stapit hua tha.
gajab ke facts in hindi
# Apko to pata hai ki agar aap dusre deswh may jate ho to aapko passport aur visa ki jarorat parti hai.Bharat may ek aisa ek rail satation hai jaha par jane ke liye apko passport aur visa ki jarorat parti hai. Ji ha aap ne sahi pada bharat may hi hai jiska naam hai ATTARI. Ye bharat ki antim rail station hai oske baad Pakistan ki sarjamin suru ho jati hai. Yha par jane ke liye aapko Pakistani visa or passport lena anibarya hai.yaha par 24 ghante khufia agency alert reheti taki koi bina visa aur passport ke na ja sake. Agr aap ticket kharid na chahe to aapko passport number dena hoga.
![]() |
latest rochak tathya hindi |
# Dosto amtour par hum aisi chije dehkte hai par unpar
defrece ko hum pakar nehi apte hai. Jaise ki jo Tash ke patte hote jai usme jo
pan kit ash ki Badshah hote hai oski muse nehi hoti hai. Baki hart ash ke patte
ki badshah may muse hoti hai. Kya apko ye baad pata thi.
# Jiasa ki aap jante hai Jhinga masli ki khoon ki koi
colour nehi hota hai.asal may Jhinga masli ki khoon Transparete hota hai.jab
oska khoon bah rata hai aur Oxigen ke samaprk may ate to uska khoon neela ho
jata hai.
# Dhunia aisa 3 desh hai jaha par dhunia ki sabse badi media company Youtube hi
band hai.ji ha China ,Iran ,NorthKoria may aap youtube nehi chala sakte. Gajab
hai bhai.
# Aap ne to jaror Tv, ya Film may dekha hoga ki jo
jallad hote wo kedi ke kaan amy kuch keheta hai.kya aap jante hia jallad oske
kaan may kya kehete hai? Jallad kaidi ki kaan may agar kaidi hindu hai to Ram
Ram kehete hai aur muslim ko Salam kehete hai aur kehete hai aur kehete hai ki
wo farz ke age majbur hai aur osko ye kadam uthana par raha hai.aur dahrm kea
lag alag hote hai.
also read:sahara desert ki rahasya
also read:monalisa painting ki rahasya
# aap logo ne bread khay hi hoga. Ek survey ke mutabik
91% log bread ke pehela bread nehi khate balki dusre bread ko khate hai. Aisa q
hota ? q k bread ke jo pehela bread peach hote wo dekhne may thora alg dikh ta
ho isliye jyadatar log bread ke pehela peanehi khte . may bhi nehi khata ho.
# Dosto kya aapko pata hai ki hum ek saal may ki bar
saas lete hai? Insaan ek saal may 50 lakh bar saas lete hai. Hai an ajeeb baat.
# DOsto aapko ek ajeeb facts batata hu. Pachim Africa
ke Matmi janjati ke log agr koi mar jate hai to oski khopri se football khelte
hai.Aapko padke hasi arahi hogi par ye sach hai.
# Kya aapko pata hai ki hum jo mactches yani fire box
small karte hai oske pehele hi lighter ban chukka tha. Yani ki lighter firebox
se pehe aya hai.
# Jis tarha humare finger prints kisi aur insaan se
nehi milte hai waise hi humare jib ke bhi nishan kisi aur insaan se nehi milti
hai.
# Hum to sapna
dekhte hi hai. Aur sapna dehkna achi baat bhi hai. Kya aapko pata ha ki hum jo
sapno may kisi face ko dehkte hai wo
kabhi na kabhi asal jindegi may dehkte hi hai.
# ”Rhythm” bina vowel ke aisa ek shabd hai .ye shabd
English may sabse bada bina vowel ke shabd hai.
0 Comments